yaas ke qatl mei'n hai khana kharaabi muzmer, dekh qurb-e- rag-e- gardan hai Thikaana teraa. Author : YAAS BIHARI Qatl ki jab usne di dhamki mujhe , Kah diya mai ne bhi dekha jayega , Pbhi le do ghoont zahid pi bhi le , Maikde se kon pyasa jayega . Author : Bekhud Dehlvi Na daman pe koi chinT na Khanjar pe koi daagh, Tum qatl karo ho ke karamat karo ho. Author : Kalim Aajiz Bachte nahin muwakhza-e-roz-e-hashar se, Qaatil agar raqeeb hai, tau tum gawaah ho. Author : Mirza Ghalib Nazar na lage kahin uske dast-o-baazoo ko, Yeh log kyon mire zakhm-e-jigar ho dekhte hain. Author : Mirza Ghalib Jazba-e-be ikhtiaar-e-shauq dekha chaahieye, Seena-e-shamsheer se baahar hai dam sharnsheer ka. Author : Mirza Ghalib Marne ki, ai dil aur hi tadbir kar he main, Shayaan-e-dast-eo-baazoo-e-qaatil nahi raha. Author : Mirza Ghalib Hum kahaan qismat aazmaane jaaen, Tu hi jab khanjar aazma na hua. Author : Mirza Ghalib Ki mire qatl ke baad usne jafa s...
Urdu Shayari world 786 is such a website which provide you all kinds of poetry new and old in Indian and Pakistani Collections of poets are available. The Poetry is in every sense enough to suit every occasion like romantic poetry Attitude Poetry sad poetry Faiz Ahmed Faiz Poetry Ahmed Faraj Poetry Mirza Ghalib Poetry Parveen Shakir poetry, John Elia Poetry we hope that you will like our little effort.