Showing posts with label Udaas Shairy. Show all posts
Showing posts with label Udaas Shairy. Show all posts

Mera Maqsad Bithana Tha Usay Jane Ki Jaldi Thi


Mera Maqsad Bithana Tha Usay Jane Ki Jaldi Thi
Mujhe Dukhra Sunana Tha Usay Jane Ki Jaldi Thi

Nahi Tha Waqt Pass Us K Jo Sunta Dastan Meri
Bara Lumba Fasana Tha Usay Jane Ki Jaldi Thi

Bari Muddat Ki Khuwahish Thi Mager Piyasa Raha Yaro
Gale Us Ko Lagana Tha Usay Jane Ki Jaldi Thi.

Dil mein matam aankhon mein aansu.......


Aaj Itne Door Kyun Ho Tum K Mery Bilkul Qareeb Aajao,

Photo: Aaj Itne Door Kyun Ho Tum K Mery Bilkul Qareeb Aajao,

Samnay Bitha Kar Apne Tumhari Aankh'on Me Utar Jaon Ga,

<3 aman
Aaj Itne Door Kyun Ho Tum K Mery Bilkul Qareeb Aajao,

Samnay Bitha Kar Apne Tumhari Aankh'on Me Utar Jaon Ga,

Aye khuda is duniya me aik aur bhi kamal kr,,


Aye khuda is duniya me aik aur bhi kamal kr,,

Ya ishq ko aasan kr ya khudkushi halal kr..

Mohabbat Ki Zanjeer Se Darr Lagta Hai...

Photo: Mohabbat Ki Zanjeer Se Darr Lagta Hai...
Kuch Apni Taqdeer Se Darr Lagta Hai...

Jo Mujhe Tujh Se Judaa Karti Haai...
Mujhe Haath Ki Uss Lakeer Se Darr Lagta
Hai...!!

<3 aman
Mohabbat Ki Zanjeer Se Darr Lagta Hai...
Kuch Apni Taqdeer Se Darr Lagta Hai...

Jo Mujhe Tujh Se Judaa Karti Haai...
Mujhe Haath Ki Uss Lakeer Se Darr Lagta
Hai...!!

Kabhi Ghum Se Dil Lagaya, Kabhi Ashk Ke Sahare,



Kabhi Ghum Se Dil Lagaya, Kabhi Ashk Ke Sahare,
Kabhi Shab Guzari Ro Ke, Kabhi Gin Ke Chaand Taare..

Ghum-e-Aashqi Ke Sadme Mujhe Aur De Na Humdam,
Mere Din Guzar Rahe Hain Teri Yaad Ke Sahare..

Ghulshan Parast Main Hun, Ehl-e-Chaman Se Keh Do,
Khoon-e-Jogar Se Hum Ne, Phoolon Ke Rukh Nikhare..

Tujhe Waasta Khuda Ka, Zara Dekh Le Idhar Bhi,
Gabra Ke Mar Na Jayen, Shab-e-Hijr Ghum Ke Mare...!!!

Main to lafz lafz teri zaat hun



Main to lafz lafz teri zaat hun
Mujhe harf harf tu mita to na
Mana tera sath hame chahiye
Magar is qadar tu sata to na
Main bikher gaya mujhe smait tu
Meri dhool yun uraa to na
Teri saans ban k rahun ga main
K wo waada yun bhula to na
Tujhe chahna hai dosh kya ?
Jo nahi to itna rula to na…!

Sham e Gum Kuch US Nigah e Naaz Ki Batain Karoo

Sham e Gum Kuch US Nigah e Naaz Ki Batain Karoo
Bekhudi Barhati Chali Hai Raz Kee Batain Karoo

 Ye Sakoot e Naaz Ye DiL Kee Ragon Ka Tootna
Kahmoshi Main Kuch Shikast e Saaz Kee Batain Karoo

 Nikahat e Zulf e Pareshan Dastan e Sham e Gum
Subah Hone Tak Isi Andaz Kee Baten Karoo

 Har Rug e Dil Vajd Main Atii rahe Dukhati Rahi
Yoon Hi Us Ke Ja o Beja Naz Ki Batain Karo

 Kuch Kafas Ki Tiliyon Sa Chan Raha Ha Noor Sa
Kuch Fiza Kuch Hasrat e Parwaz Ki Batain Karo

 Jiske Furqat Ne Palat Di Ishq Ki Kaya Firaq
Aaj Usi Essa Nafas Damasaz Ki Batain Karo

Her Ek Shakhas Kaha'n Hum Kheyal Hota Hay

Her Ek Shakhas Kaha'n Hum Kheyal Hota Hay
 Bichhar gaya Hou'n tou Usko Malal Hota Hay



Mia'n us Jahan-e-Muhabat Ka rehnay Wala Hou'n
 Jaha'n kesi Ko bholana Mahaal Hota Hay



Hamaray Qadmou'n Mai'n Sa'aye Panah Latai'n Hai'n
 Jab Aaftab Ka Waqt-e-Zawal Hota Hay



Mia'n us Hesa'ar-e-An'na Ko bhi Tour Aa'ya Hou'n
 Jahan Say Akasr Loutna Mahaal Hota Hay
 

Gham-e dauran bhi to hai k galat hota nahi

Gham-e dauran bhi to hai k galat hota nahi
 To kia yeh samjhein k gham kam hota nahi

Be'sabab royie gham-e hasti pe kyun danistan
 Hota hai jab ba'daleel, kuch be'waja hota nahi

Aya khayal dekhiye rab ko dar-e dehleez-e dil
 Log kehte hein wahan hota hai, par hota nahi

Mai piye jo gir rahe the yak ba yak pesh roz
 Lijiye, suniye, k kehte hein nasha hota nahi

Kuch nahi mehr-o wafa, ik shokh si tehrer hai
 Keh dia kai ho gaya par ishq youn hota nahi

Naaz dar khud kia karien jab dar-e tofan bhi
 Kashti ka hai Allah hafiz, nakhuda hota nahi

Jab se chhayi hai zehn pe khushgli hoor ki
 Husn-e bint-e hawa dekh, dil fida hota nahi

Sun Adeel tu bhi bs ab aa ja raah-e raast pe
 Kuch nahi iss mein zayan, gar nafa hota nahi

Phira hun sare zamany me dar ba dar kaisey..

Phira hun sare zamany me dar ba dar kaisey..
 Me terey baad bhi zinda raha magr kaisey..

Wo janta he k kuch roz wo nhi tha to men..
 Pukarta raha us ko idher udhar kaisey..

Men jis k hijir me roya hun pagalon ki trha..
 Wo kal mila to hansa mery haal par kaisey..

Az!z tarr thi jissey nind sham-e-wisal men bhi..
 Wo tery hijr me jaga he umer bhar kaisey..

Kahan ki dosti, kaisa firaaq, kon MOHSIN..?
 Me khud ko bhul gaya tujh ko bhool kr kaisey

Gham_e_Hayat ka jhgada mita rha hy koi

Gham_e_Hayat ka jhgada mita rha hy koi
Chly aao k dunia sy ja rha hy koi

Koi azal sy khe do k ruk jay do ghadi
Suna hy k any ka wada nibha rha hy koi

Wo ess naz sy bethy hain lassh k pass
Jaesy rothy huy ko mna rha hy koi

Plt kr na aa jay phr sans nbzon main
Itny haseen hathon sy mayet sja rha hy koi

Khayal rakhna.......

Khayal rakhna.......
Udaasiyan be sabab nahi hain
Udaasiyon ka agar yeh mosam
Teher gaya to gazab karega
Na ji sako gay,na mar sako gay
Na kaam hi koi karsakogay
Kisi ki har pal talab karega
Udaasiyan be sabab nahi hain...
Suno jo lamhe hain aaj hasil
unhein hamesha sambhal rakhna
Wafa k gulshan mein charon janib
bahar rakhna nikhaar rakhna
Mohabbaton ka waqar rakhna
Udaasiyan be sabab nahi hain......
jahan mein kitnay hi log aaye
rahe basay hain,ujar gaye hain
magar yeh jazbay abud say hain
aur azal tak rahein gay
tum apni ankhon mein pehlay jaisa jaal rakhna
Udaasiyan be sabab nahi hain...........
zara yeh socho bichar gaye to
kahan milein gay
Yun hi rahein gi tamaam rahein
magar yeh rahi na mil sakein gay
bahar mein bhi khizan ki soorat
na phool har simt khil sakein gay
na dil ko apnay udaas rakhna
Har ek jazbay ka paas rakhna
Milein gay akhir yeh Aas rakhna
Udaasiyan be sabab nahi hain....

kyuu.N meraa dil shaad nahii.n hai kyuu.N Khaamosh rahaa karataa huu.N

kyuu.N meraa dil shaad nahii.n hai kyuu.N Khaamosh rahaa karataa huu.N
chho.Do merii raam kahaanii mai.n jaisaa bhii huu.N achhaa huu.N
meraa dil Gam_Gii.N hai to kyaa Gam_Gii.n ye duniyaa hai saarii
ye dukh teraa hai na meraa ham sab kii jaagiir hai pyaarii
  tuu gar merii bhii ho jaaye duniyaa ke Gam yuu.N hii rahe.nge
paap ke pha.nde, zulm ke ba.ndhan apane kahe se kaT na sake.nge
  Gam har haalat me.n mohalik hai apanaa ho yaa aur kisii kaa
ronaa dhonaa, jii ko jalaanaa yuu.N bhii hamaaraa, yuu.N bhii hamaaraa [mohalik=fatal]   kyuu.N na jahaa.N kaa Gam apanaa le.n baad me.n sab tadabiire.n soche.n
baad me.n sukh ke sapane dekhe.n sapno.n kii taabiire.n soche.n
  be-fikre dhan daulat waale ye aaKhir kyuu.N Khush rahate hai.n
inakaa sukh aapas me.n baa.Nte.n ye bhii aaKhir ham jaise hai.n
  ham ne maanaa ju.ng ka.Dii hai sar phuuTe.nge,Khuun bahegaa
Khuun me.n Gam bhii bah jaaye.nge ham na rahe.n, Gam bhii na rahegaa