Tumhara dard bhi taarikion ka qaatil hai
usi chiraagh ko shamsheer karne aaya hoon
Author : Kalim Akhtar
-----------------------------------------------------
Unchi si haveli mai utarta raha shabb bharr
Kutia mai meri chand ne jhanka bhi naheen tha
Author : Kausar Samreen

Hum ahl-e-dil hain dete hain logon pe dam Ameer
Ab kya batayen rakhte hain kis kis ka gham Ameer
Aankhen zara zara se mein hoti hain nam Ameer
Khanjar chale kisi pe tadapte hain hum Ameer
Sare jahan ka dard hamare jigar mein hai
Author : Ameer Minai
--------------------------------------------
Aey yaas hamko dard ke jaane ki kiya khushi,
Jaane ko to gaya magar ley ke jaa'n gayaa.
Author : YAAS BIHARI
--------------------------------------------------
Mai'n royaa pardes-mei'n,
bheega maa'n ka pyaar,
Dukh-ne dukh-se baat ki,
bin-chitthi,bin-taar.
Author : Nida Fazli

Dard hai,Gham hai,aa'nsuo'n ke sailab yaha'n,
Sabr ka sabab bhii hai yahaa'n,
Ab To aitbaar naa TooTe mere yaar,
Bandagii chhodh,bulandii ke raste hai'n yaha'n.
Author : Anand Kaushal,
--------------------------------------------------------
Kyo'n pyaar ki bazi se hua is darja garizaa'n,
Kahte hai'n ke badal haar ke hara nahii karte,
Kajal se bhi ab kaam koi lena saheli,
Yo'n Dard se aankho', ko sa'nwara nahii karte.
Author : Fakhira Batool

mujhe rogi karake pyar ka diya Gham ka rog laga
mere jalate hue charagh ko meri qismat gai bujha
Author : Aziz Kashmiri
Kuchh aadini ko hain majboorian bhi duniya mein,
Are woh dard-e-mohabbat hi sahi tau kya mar jaaen.
Author : Firaq Gorakhpuri

Har chara gar ko chara gari se gurez tha,
Warna hamen Jo dukh the bahut la dawa na the.
Author : Faiz Ahmad Faiz
----------------------------------------------------
Chara garo yeh taskeen kaisi, main bhi hoon is duniya mein,
Unko aisa dard kab utha jinko bachna hota tha.
Author : Firaq Gorakhpuri
-------------------------------------------------------
Bara hai dard ka rishta, yeh dil ghareeb sahi,
Tumhaare naam pe aaenge ghumgusaar chale.

Aaj yoon mauj dar mauj ghum tham gaya,
Is tarah ghumzadon ko qaraar aa gaya,
Author : Faiz Ahmad Faiz
-----------------------------------------------------------
Jaise khushboo-e-zulf-e-bahaar aa gai,
Jaise paighaam -e-deedaar-e-yaar aa gaya.
Author : Faiz Ahmad Faiz
---------------------------------------------------------
Karta main dardmand tabeebon se kya rajoo!
Jis ne diya tha dard bara woh hakim tha.
Author : Ameer Minai
----------------------------------------------
Ho farishta bhi tau nahin insaan,
Dard thora bahut na ho jismein.
Author : Hali

Dard se maamoor hoti jaa rahi hai kaaenaat,
Ik dil-e-insaan magar dard aashna hota nahin.
Author : Jigar

Dard mannat kash-e-dawa na hua,
Main na achha hua, bura na hua.
Author : Mirza Ghalib

Mareez-e-ishq par rahmat Khuda ki,
Dard barhta gaya, yooun yooun dawa ki.
Author : Mir Taqi Mir