jaisaa huuN vaisaa kyuuN huuN samjhaa saktaa thaa maiN tumne puuchhaa to hotaa, batlaa saktaa thaa maiN aasuudaa rahne kii Khwaahish maar gaii varnaa aage aur bohat aage tak jaa saktaa thaa maiN chhoTii moTii ek lahar hii thii mere andar ek lahar se kyaa tuufaan uThaa saktaa thaa maiN kahiiN kahiiN se kuchh misre, ek aadh Gazal, kuchh sher is puunjii par kitnaa shor machaa saktaa thaa maiN jaise sab likhte rahte haiN GazleN, nazmeN, geet vaise likh likh kar ambaar lagaa saktaa thaa maiN
Urdu Shayari world 786 is such a website which provide you all kinds of poetry new and old in Indian and Pakistani Collections of poets are available. The Poetry is in every sense enough to suit every occasion like romantic poetry Attitude Poetry sad poetry Faiz Ahmed Faiz Poetry Ahmed Faraj Poetry Mirza Ghalib Poetry Parveen Shakir poetry, John Elia Poetry we hope that you will like our little effort.