Skip to main content

Posts

Showing posts from April, 2014

Andharay ke taqub mein kai kirnein laga de ga

اندھیرے کے تعاقب میں کئی کرنییں لگا دے گا وہ اندھا داؤ پر ابکے میری آنکھیں لگا دے گا مسلسل اجنبی چاپیں اگر گلیوں میں اتریں گی وہ گھر کی کھڑکیوں پہ اور بھی میخیں لگا دے گا فصیل سنگ کی تعمیر پر جتنا بھی پہرا ہو کسی کونے میں کوئی کانچ کی اینٹیں لگا دے گا میں اس زرخیز موسم میں بھی خالی ہا تھ لوٹا تو وہ کھیتوں میں قلم کر کے میری با نہیں لگا دے گا وہ پھر کہ دے گا سورج سے سوا نیزے پہ آنے کو کٹے پیڑوں پہ پہلے موم کی بیلیں لگا دے

Gul hi nahin saleeb pe sara chaman charha

گل ہی نہیں صلیب پہ سارا چمن چڑھا کن فرقتوں کی بھینٹ مرا تن بدن چڑھا جو جیتے جی برہینہ ہیں ان کو لباس دے قبروں پہ چادروں کے نہ رنگیں کفن چڑھا مر جائے یوں نہ ہو ترے اندر کا آدمی سوچوں کی سیڑھیوں پہ نہ اتنی گھٹن چڑھا سرما کی رات گھر کے دریچے نہ بند کر نخل بدن پہ چاند کی پہلی کرن چڑھا

Kha jaein na chelein hi beyaban mein aankhein

کھا جائیں نہ چیلیں ہی بیابان میں آنکھیں رکھ لینا حفاطت سے قلم دان میں آنکھیں خوشبو کی طرح پھیلی ہے کمرے میں بصارت شب چھوڑ گیا کون یہ گل دان میں آنکھیں نا بینا جنم لیتی ہے اولاد بھی اس کی جو نسل دیا کرتی ہے تاوان میں آنکھیں کس طرز کی کاٹیں گئیں فصلیں کہ نئے سال گودام میں بازو ہیں تو کھلیان میں آنکھیں گو میرے قدم شہر کی حد چھوڑ چکے ہیں پھرتی ہیں ابھی تک ترے دالان میں آنکھیں رفیق سندیلوی

muhabbat eik daldal hai

muhabbat eik daldal hai muhabbat eik aanchal hai muhabbat ko jo samjha hai haqeqat mein woh pagal hai muhabbat eik sehra hai muhabbat eik badal hai ke is mein doob jaty hein muhabbat eik sahil hai muhabbat eik naghma hai jissay sab gaa nahin sakty muhabbat eik moti hai jissay sab paa nahin sakty muhabbat sab mita dalay muhabbat sab luta dalay muhabbat se bacha hai kya muhabbat sab ganwa dalay falak pe urnay walon ko zameen per yeh gira dalay muhabbat se bani dunya muhabbat se saji dunya muhabbat ne hi aadam ko barein se farsh per dala muhabbat aag mein kodi to isko sard kar dala muhabbat khud hi mujrim hai muhabbat khud ki shahid hai muhabbat aks banti hai kabhi ghungroo pehan kar khud muhabbat rask karti hai muhabbat phol se nazuk kabhi pathar yeh banti hai muhabbat kal bhi hai lakin muhabbat aaj banti hai muhabbat had se badti hai shab-e-miraj banti hai

Pathar

Wapas na aaye phol se jismon ko cheer ke

واپس نہ آئے پھول سے جسموں کو چیرکے جھوٹے تھے کتنے ربط کمانوں سے تیر کے کھڑکی میں طشت تھامے ہوئے تھا کسی کا ہاتھ ٹوٹے پڑے تھے کاسے گلی میں فقیر کے کٹ جائے خیر ہی سے نیابت کا مرحلہ شہزادگاں سے جلتے ہیں بیٹے وزیر کے سوچو تو بے جواز تھیں کھیڑوں سے نفرتیں کیدو نے سارے خواب بکھیرے تھے ہیر کے کاغذ پہ ثبت کوئی تو ایسا پیام تھا دشمن نے پاؤں کاٹ دئے ہیں سفیر کے

Is chaman ko bahar di humne

اس چمن کو بہاردی ہم نے پتی پتی نکھار دی ہم نے اپنے خونِ جگر کے چھینٹوں سے زینتِ لالہ زار دی ہم نے یاں کسے ذوق چاک دامانی دادِ فصلِ بہار دی ہم نے نہ گئیں بے قرار یاں نہ گئیں دل کو تسکیں ہزار دی ہم نے بار ہا ان کو بھی شبِ فرقت رحمتِ انتظار دی ہم نے حسن کے بس کی بات کب تھی یہ زلف گیتی سنواردی ہم نے جسے کہتے ہیں کائناتِ سرور ان کی آنکھوں پہ واردی ہم نے زندگی کی سیہ پہاڑ سی رات مہ رُخوں میں گزاردی ہم نے خونِ ناحق بھی کام آہی گیا ْخاک مستقبل نکھاردی ہم نے اپنے ہی گھر میں اجنبی ہو کر شامِ غربت گذاردی ہم نے زندگی کی نزاکتوں کی قسم پتھروں میں گزاردی ہم نے قیس و فرہاد کو بھی حسرت ہو آج تک عاشقی روایت تھی اب حقیقت قرار دی ہم نے ہم سے پہلے کہاں تھا یہ عالم تیری دنیا سنواردی ہم نے زندگی دورِ جام تھی ساغر گردشوں میں گزار دی ہم نے

Mashq-e-sitam farmaate rahiye

  Mashq-e-sitam farmaate rahiye , sahan-e-chaman mei.n aate rahiye, yuu.N hii mujhe ta.Dpaate rahiye,  pyaaso.n ko tarsaate rahiye,  jaam yuu.N hii chhalakaate rahiye,  qadamo.n me.n aa jaayegaa saahil , tuufaa.N se Takaraate rahiye,  nazme.n jahaa.N ulajhe to ulajhe,  zulfo.n ko sulajhaate rahiye,  fasl-e-bahaaraa.N ruuTh naa jaaye, 

Kaise sukuun paauu.N tujhe dekhane ke baad

Kaise sukuun paauu.N tujhe dekhane ke baad, ab kyaa Ghazal sunauu.N tujhe dekhane ke baad  aavaaz de rahii hai merii zindagii mujhe,  jaauu.N mai.n yaa na jaauu.N tujhe dekhane ke baad, kaabe kaa ehataraam bhii merii nazar me.n hai , sar kis taraf jhukaauu.N tujhe dekhane ke baad,  terii nigah-e-mast ne maKhmuur kar diyaa, kyaa maikade ko jaauu.N tujhe dekhane ke baad , nazaro.n me.n taab-e-diid hii baaqii nahii.n rahii, kis se nazar milaauu.N tujhe dekhane ke baad. 

Abhii josh-e-bahaaraa.N dekhanaa hai,

Abhii josh-e-bahaaraa.N dekhanaa hai,  garebaa.N ko garebaa.N dekhanaa hai,  a.Ndhere ko kaleje se lagaa le,  agar jashn-e-charaaGhaa.N dekhanaa hai,  na dekhaa jaayegaa jalataa nasheman,  magar taa hadd-e-imkaa dekhanaa hai  ataa kar usako yaa rab daulat-e-Gham,  agar insaa.N ko insaa.N dekhanaa hai , "Saeed" fasl-e-gul ho Khizaa.N ho,  ba har suurat gulistaa.N dekhanaa hai. 

Gosha Nashee'n hai'n, anjuman aara nahii hai'n ham

Gosha Nashee'n hai'n, anjuman aara nahii hai'n ham lekin yeh mo'ajzah hai ke, tanha nahii hai'n ham jab se mili hai daulate arfano aagahii duniya mei'n rah ke shamil duniya nahii hai'n ham mushkil nahii hai dosto'n taskheer kainaat afsos bas isi ka hai yakjaa nahii hai'n ham farda ka khawb waqt kii aawaz nahii hai'n ham ek yaadgaare ahad guzishta nahii hai'n ham hasil hai ham ko liz'zate tauba khata ke baad behtar hai aadmi hai'n farishta nahii hai'n ham shaadab hai hamee se tera gulshane wajood dariya hai'n jaane aarzoo, sahra nahii hai'n ham 'Tariq Mateen' yo'n mili tauqeer khak mei'n ho kar bhii is jahan mei'n goya nahii hai'n ham

Phool saare teri khush rang nazar ke liye haiN

Phool saare teri khush rang nazar ke liye haiN Zakhm jitne bhi hain sab mere jigar ke liye haiN Jane kis kaam ke hain, kya hai  hamaara masraf?? Hum kisi ghar ke liye hain na safar ke liye haiN Kitne aalaam O masaayeb ke hain mahvar hum log KashtiyaN jo bhi hain apni woh bhaNvar ke liye haiN Meri tanhaayi ke monis hain! mere gham ke rafeeq! Saare aaNsoo, jo mere deeda e tar ke liye haiN Apni taqdeer meiN kuchh bhi nahi patjhaR ke siwa Yeh bahaarein to faqat aek shajar ke liye haiN Mujh se kahne lagii yeh raat, K Tariq saheb Aap jaage hue kis khaab e sehar ke liye hain?

Qaar E gumnaami se nikle to khabar meN aaye

Qaar E gumnaami se nikle to khabar meN aaye Teergi kaaT ke hum chaaNd nagar meN aaye Dil meN is tarh utarte haiN tamanna k parind Jaise khushhaali achanak kisi ghar meN aaye Kaash aisa ho K aabaad rahe sab ka makaaN Roushni aaye to har sehn me dar meN aaye NaQsh E paa se tere mil jaaye suraaGh E manzil Tu jo guzre to chamak raah guzar meN aaye Din ke hangaame teri yaad se Ghafil rak_kheN Shaam hote hi tera dard jigar meN aaye Hum salaamat rahe yeh uski nawazish hi to hai Tuti patwaar liye beech bhaNwar meN aaye Yeh taQaazaa to zaruri nahi Tariq Sahab Aap ka naam bhi arbaab E hunar meN aaye

Mila hai kaise nashe ka suraaGh ab ke baras

Mila hai kaise nashe ka suraaGh ab ke baras Bhare gaye haiN lahoo se ayaaGh ab ke baras Azaab utraa hai kaisa K gulshan E dil meN Shajar shajar hai khazaaN deeda zaaGh ab ke baras Hamari aaNkhoN meN utra hai jugnuoN ka juloos Kisi ne di hai woh souGhat E daaGh ab ke baras Woh jis ke naQsh E qadam se bahaar thi mansoob Milaa na uska kahiN bhi suraaGh ab ke baras Sanak uThi haiN kuchh is tarh aaNdhiyaaN Tariq K bujh rahe haiN khushi ke charaaGh ab ke baras

MaiN kisi kuu E aziyyat se nahi aaya hooN

MaiN kisi kuu E aziyyat se nahi aaya hooN NarGha E sang E malaamat se nahi aaya hooN Apni pahchaan banaayi hai to aaya hooN yahaaN MaiN kisi baab E riyaayat se nahi aaya hooN Apni aaNkhoN meN chupaale K tera aks hooN maiN Kisi aayinaa E zulmat se nahi aaya hooN MaiN bhi ek khaak ka putlaa huN tere hi jaisa Kisi dozakh, kisi jannat se nahi aaya hooN Teri shiriN sukhani khiiNch ke laayi hai mujhe Yaar maiN apni zaroorat se nahi aaya hooN Itni begaangi achhi nahi  Tariq saahab MaiN kisi shahr E adaavat se nahi aaya hooN

Bahadur Shah Zafar Poetry

Mar denay ki mujhe dhamki na do

Neendon ka ahtasab hua ya nahin hua

shehad se khawab zeher si tabeer

Her qadam inko bhaj kar namay

Raat to khatam hoi subah ke tare ne kaha

iski aadat hai bhula deta hai wada kar ke

sab hanste hain ek tabassum tum de do

jo ashk palkon pe aa gaye thay sambhal dete

yehi to tum se kaha tha jana!

Ho gai un se mulaqat ghari bhar ke liye

muqaddar phir se aade aa gya na

Mere Mehboob Mere Gham ki Hikayat Mat Poch

Yaad-e-Ayyam

Khwahish-e-Natamam

Na paya maan ka meet

Iltija

sharik mehfil-e-dil,lazzat-e-hayat kahaan

gardish-e-saghar naye andaz se mehfil mein hai

Bedari

Hussan Afsurda se

Raagini ulfat ke qissay

Aapki mujh se Shikayat hai, Shikayat hi sahi

Aaj ki raat

bohat betab hai mujh mein koi naghma sarai ko

bohat betab hai mujh mein koi naghma sarai ko muqaiyad roh ne tan se pukara hai rehai ko suna hai pyas ka darya humhee serab kar de ga chalo hum bhi chalein sahil pe qismat aazmai ko badhata hoon main shakh-e-gul ki janib hath jab apna koi chupke ke mehkata hai khud apni kalai ko tumhari hi tarha tum se wafadari nibhain gay zara tum dekhty jao hamari be wafai ko dua ko hath uthtay hein to yeh ahsaas hota hai kesi sajday hi hajat hi nahin hai kibriai ko bohat kamzoor hein shahoo!tumhare takht ke paye hatao mat jaga se tum fakiron ki chatai ko

khamoshi

main to chup tha lakin meri aawazon per pehra tha main to chup tha lakin meri fikar ka saya gehra tha main to chup tha lakin mere dil ki dharkan doli thi main to chup tha lakin khamoshi khud mujhe mein boli thi main to chup tha lakin yeh sanatay chekha karty thay main to chup tha lakin sab is khamoshi se darty thay main to chup tha lakin dard sada deta tha seenay mein main to chup tha lakin mere andar hashar sa barpa tha main to chup tha lakin main iss khamoshi se darta tha main to chup tha lakin eik tahzeeb ke hathon marta tha main to chup tha lakin main iss chup se batein karta tha main to chup hoon lakin ab chup rahnay mein dushwari hai main to chup hoon  lakin ab in awazon ki bari hai

Phir Charagh-E-Lala Se Roshan Huway Koh-O-Daman

Phir Charagh-E-Lala Se Roshan Huway Koh-O-Daman Mujh Ko Phir Naghmon Pe Uksane Laga Murg-E-Chaman Phool Hain Sehra Mein Ya Pariyan Qitar Andar Qitar  Ude Ude, Neele Neele, Peele Peele Payrhan Barg-E-Gul Par Rakh Gyi Shabnam Ka Moti Bad-E-Subah Aur Chamkati Hai Iss Moti Ko Sooraj Ki Kiran Husn-E-Beparwa Ko Apni Be-Naqabi Ke Liye Hun Agar Shehron Se Bann Payare To Shehar Ache K Bann Apne Mann Mein Doob Kar Pa Ja Suragh-E-Zindagi Tu Agar Mera Nahin Banta Na Bann, Apna To Bann Mann Ki Duniya! Mann Ki Dunya Souz-O-Masti, Jazab-O-Shauq Tann Ki Dunya! Tann Ki Dunya Sood-O-Soda, Maker-O-Fann Mann Ki Doulat Hath Ati Hai To Phir Jati Nahin Tann Ki Doulat Chaon Hai, Ata Hai Dhan Jata Hai Dhan Mann Ki Duniya Mein Na Paya Mein Ne Afrangi Ka Raaj Man Ki Duniya Mein Na Dekhe, Mein Ne Sheikh-O-Barhaman Pani Pani Kar Gyi Mujh Ko Qalandar Ki Ye Baat Tu Jhuka Jab Ghair Ke Agay, Na Mann Tera Na Tann

Dua

Apne Raziq ko Na Pehchane Tu Mohtaj-e-Malook

Niya Shawala

Hamam-o-Kabootar Ka Bhooka Nahin Main

Shaheen kabhi Parwaz se thak kar nahin girtha

Sayings of Allama Iqbal