Abhii josh-e-bahaaraa.N dekhanaa hai,
garebaa.N ko garebaa.N dekhanaa hai,
a.Ndhere ko kaleje se lagaa le,
agar jashn-e-charaaGhaa.N dekhanaa hai,
na dekhaa jaayegaa jalataa nasheman,
magar taa hadd-e-imkaa dekhanaa hai
ataa kar usako yaa rab daulat-e-Gham,
agar insaa.N ko insaa.N dekhanaa hai ,
"Saeed" fasl-e-gul ho Khizaa.N ho,
ba har suurat gulistaa.N dekhanaa hai.
garebaa.N ko garebaa.N dekhanaa hai,
a.Ndhere ko kaleje se lagaa le,
agar jashn-e-charaaGhaa.N dekhanaa hai,
na dekhaa jaayegaa jalataa nasheman,
magar taa hadd-e-imkaa dekhanaa hai
ataa kar usako yaa rab daulat-e-Gham,
agar insaa.N ko insaa.N dekhanaa hai ,
"Saeed" fasl-e-gul ho Khizaa.N ho,
ba har suurat gulistaa.N dekhanaa hai.