Skip to main content

Kocha-e-ishq sey kuch khuwab utha ker ley ker aye


Kocha-e-ishq sey kuch khuwab utha ker ley ker aye
They gada gar tuhafaye nayab utha ker ley aye

Haaye wo loaug gaye chaand sey milney ore phir
Apney hi tootey hoye khuwab utha ker ley aye

Aisa ziddi thamera ishq na behla phir bhi
Loug sach much kaii mehtaab utha ker ley aye

Satehe sahil na rahi jabkoi qimaat unnki
Hum khazanoon ko the aab utha ker ley aye

Jab mila husan bhi her jaii to uss bazm sey hum
Ishq awara ko betaab utha ker ley aye

Hum wo shair key hamein likhney lagey jab loog to hum
Guftagoo key naye adaab utha ker ley aye

Popular posts from this blog

husan e zan thi or phul chun lke laati thi

 

Ik taluq ko bikharne se bachane ke liye

 

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye,

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye, kaha charaGh mayasar nahi shahar ke liye, yaha darakhto'n ke saye mai'n dhoop lagti hai, chalo yaha se chale aur umer bhar ke liye, na ho qamiz to ghutno'n se pet Dhak lenge, ye log kitne munsib hai'n is safar ke liye, Khuda nahi na sahi adami ka Khwab sahi, koi hasin nazara to hai nazar ke liye, wo mutmain hai'n ki patthar pighal nahi sakta, mai beqarar hoo'n awaz mai'an asar ke liye, jiye to apne baghiche mai'n gulmohar ke liye, mare to Ghair ki galiyo'n mai'n gul_mohar ke liye.