Skip to main content

Gham_e_Hayat ka jhgada mita rha hy koi

Gham_e_Hayat ka jhgada mita rha hy koi
Chly aao k dunia sy ja rha hy koi

Koi azal sy khe do k ruk jay do ghadi
Suna hy k any ka wada nibha rha hy koi

Wo ess naz sy bethy hain lassh k pass
Jaesy rothy huy ko mna rha hy koi

Plt kr na aa jay phr sans nbzon main
Itny haseen hathon sy mayet sja rha hy koi

Popular posts from this blog

husan e zan thi or phul chun lke laati thi

 

Ik taluq ko bikharne se bachane ke liye

 

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye,

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye, kaha charaGh mayasar nahi shahar ke liye, yaha darakhto'n ke saye mai'n dhoop lagti hai, chalo yaha se chale aur umer bhar ke liye, na ho qamiz to ghutno'n se pet Dhak lenge, ye log kitne munsib hai'n is safar ke liye, Khuda nahi na sahi adami ka Khwab sahi, koi hasin nazara to hai nazar ke liye, wo mutmain hai'n ki patthar pighal nahi sakta, mai beqarar hoo'n awaz mai'an asar ke liye, jiye to apne baghiche mai'n gulmohar ke liye, mare to Ghair ki galiyo'n mai'n gul_mohar ke liye.