yeh ishq kya hai

yeh ishq kya hai
junoon ki intiha hai
khuvab hain 
manziloon ki unchai hai 
ik laksh hay or 
sara jahan fani hai
umeed nahi parva kar 
phir nahi yae zindagi aani hai 
sansoon ki ik ik hararat main 
waqt beet jata hai
lamhon ko aah nahi 
par insaan beet jata hai
jis chaman main beej boya 
vahan kanta ug ata hai