kaha tha kis ne tujhe abru gawanay jaa
faraz aur ussay haal-e-dil sunane jaa
kal eik fakeer ne kis sadagi se mujh se kaha
teri jabin ko bhi tarsein gay aastanay jaa
usay bhi hum ne gawa dia teri khushi ke liye
tujhe bhi dekh liya hai are zamane jaa
bohat hai doulat-e-pendar phir bhi dewanay
jo tujh se roth chuka hai usay mananay jaa
suna hai uss ne soyembar ki rasam taza ki
faraz tu bhi muqaddar ko azmane ne jaa