Mein agar dikha nahi paata apne pyar ki hadd tumko

Mein agar dikha nahi paata apne pyar ki hadd tumko 
To wo iss liye nahi ke mujhe pyar nahi hei 

Mein na ho kar bhi hoon waha jahan jahan tum ho 
Kya tumhare gale mein meri banhon ka haar nahi hei? 

Mein jeeta hoon tumhare liye ye jaanti ho tum 
Ab kabhi na kehna tumhara koi ghamkhwar nahi hei