Skip to main content

Mujhko Lagta Hai


Mujhko Lagta Hai 
Maine Kuch Waqt Me Jana Hai 
Bina Bataye Ja Raha Hooooon
Kyun Ki Akhri Bar Mai Tum Sabko Khush Dekhna Chaha Ta Hooon

Par Mere Jane Ke Baad Ye Geet Tumhe Sab Batadega 
Meri Rag Rag Se Waqif Kara Degaaaaa

Bas Rona Mat
Agar Mujhe Kuch Hojaye 
Bas Rona Mat
Agar Na Rahoon Mai Is Duniya Mee
Wada Hai Mera 
Laut Kar Auonga Zarooor Tumhare Pass Hi
Bas Rona Mat

Maff Karna Mujhee
Agar Chod Jaun Tumhe Is Duniya Me 
Mafi Lene Auonga Zaroorrr
Laut Kar Auonga Zaroorrr
Phir Ghomenge Woh Adhi Raat Me 
Phir Pee Kar Jhoomengen Sath Sath Meee

Meri Sab Cheezen Sambhal Kar Rakhna 
Wapis Bhi To Ana Hai Maine
Bas Mat Rona Mere Jane Pe
Agar Tum Rouge 
Wahan Se Dekh Dil Bhi Mera Rouega
Kya Tum Chate Ho Dil Bhi Mera Roye
Nahi na Nahi na 
To Tum Rona Mat 

Jo Tumhare Gumme Sehna Chata Tha
Ab Woh Sehna Paunga Mai 
Par Lautunga Par Lautunga 
Par Lautunga Zaroor 
Sare Shum Tumhare Le Jaunga Mai

Bas Meri Ma Ko
Sambhal Lena Tum 
Bahut Pareshan Ho Jayegi Wooo
Samjha Dena Use Tera Ladla Lautega Zaroorrrr
Tu Rona Matt 

Bas Rona Mat
Agar Mujhe Kuch Hojaye 
Bas Rona Mat 
Agar Na Rahoon Mai Is Duniya Me 
Wada Hai Meraa
Laut Kar Aunga Zaroor Tumhare Pas Hi
Bas Rona Mat
Mujh Ko Bhula Na Mat

Bas Rona Mat
Bas Rona Mat... 

Popular posts from this blog

Ik taluq ko bikharne se bachane ke liye

 

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye,

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye, kaha charaGh mayasar nahi shahar ke liye, yaha darakhto'n ke saye mai'n dhoop lagti hai, chalo yaha se chale aur umer bhar ke liye, na ho qamiz to ghutno'n se pet Dhak lenge, ye log kitne munsib hai'n is safar ke liye, Khuda nahi na sahi adami ka Khwab sahi, koi hasin nazara to hai nazar ke liye, wo mutmain hai'n ki patthar pighal nahi sakta, mai beqarar hoo'n awaz mai'an asar ke liye, jiye to apne baghiche mai'n gulmohar ke liye, mare to Ghair ki galiyo'n mai'n gul_mohar ke liye.

dasht-e-shab par dikhai kya dengi

dasht-e-shab par dikhai kya dengi silawaten roshani main ubhrengi ghar ki diwaren mere jane par apni tanhaiyon ko sochengi ungaliyon ko tarash dun phir bhi adatan us ka nam likkhengi rang-o-bu se kahin panah nahin khwahishen bhi kahan aman dengi ek khushbu se bach bhi jaun agar dusari nikahaten jakar lengi khirkiyon par dabiz parde hon barishen phir bhi dastaken deng