Skip to main content

Mujh Ko Dolee Main Bitha Dar K Hawalay Kar Day

Mujh Ko Dolee Main Bitha Dar K Hawalay Kar Day
Meri Maan Mujh Ko Muqadar K Hawalay Kar Day

Aab Yah Ahsas K Duniya Main Mera Koi Nahe
Janay Kab Mujh Ko Sumnadar K Hawalay Kar Day

Is Qabeelay Se Nahe Main K Jo Apni Larky
Jung K Khoof Se Laskar K Hawalay Kar Day

Mujh Se Mil Kar Use Mahsos Howa Asay
Jasay Khudh Ko Koi Pather K Hawalay Kar Day

Ghomanay Phirnay Ka Hal Rakhti Hay Phir B Titali
Kis Lie Khudh Ko Gule Tar K Hawalay Kar Day

Kahli Kamrae Main Paray Rahnay Se Bahtar Ho Ga
Aye Qamar Khudh Ko Bharay Ghar K Hawlay Kar Day

Popular posts from this blog

Ik taluq ko bikharne se bachane ke liye

 

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye,

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye, kaha charaGh mayasar nahi shahar ke liye, yaha darakhto'n ke saye mai'n dhoop lagti hai, chalo yaha se chale aur umer bhar ke liye, na ho qamiz to ghutno'n se pet Dhak lenge, ye log kitne munsib hai'n is safar ke liye, Khuda nahi na sahi adami ka Khwab sahi, koi hasin nazara to hai nazar ke liye, wo mutmain hai'n ki patthar pighal nahi sakta, mai beqarar hoo'n awaz mai'an asar ke liye, jiye to apne baghiche mai'n gulmohar ke liye, mare to Ghair ki galiyo'n mai'n gul_mohar ke liye.

dasht-e-shab par dikhai kya dengi

dasht-e-shab par dikhai kya dengi silawaten roshani main ubhrengi ghar ki diwaren mere jane par apni tanhaiyon ko sochengi ungaliyon ko tarash dun phir bhi adatan us ka nam likkhengi rang-o-bu se kahin panah nahin khwahishen bhi kahan aman dengi ek khushbu se bach bhi jaun agar dusari nikahaten jakar lengi khirkiyon par dabiz parde hon barishen phir bhi dastaken deng