Skip to main content

achHa jo khafa hum se ho tum ae sanam achHa


achHa jo khafa hum se ho tum ae sanam achHa
lo hum bHee na boleiN ge khuda kee qasam achHa

mashghool kya chahee'e Is dil ko kisee Taur
le laiwaiN ge DHoonD aur ko'ee yaar hum achHa

garmee ne kuchH Aag aur hee seene maiN laga dee
her Taur gharaX Aap se milna hai kam achHa

aghyar se karte ho mirre saamne baateeN
mujH par yeh lage karne niya tum sitam achHa

kah kar ga'e: Aata hoaN ko'ee dam meiN, maiN tum paas
pHir de chale kal kee see tarah mujH ko dam achHa

Is hast'ee mohoom se maiN tang hoaN Insha'
wallah keh os se bamraatab 'dam achHa


Popular posts from this blog

husan e zan thi or phul chun lke laati thi

 

Ik taluq ko bikharne se bachane ke liye

 

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye,

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye, kaha charaGh mayasar nahi shahar ke liye, yaha darakhto'n ke saye mai'n dhoop lagti hai, chalo yaha se chale aur umer bhar ke liye, na ho qamiz to ghutno'n se pet Dhak lenge, ye log kitne munsib hai'n is safar ke liye, Khuda nahi na sahi adami ka Khwab sahi, koi hasin nazara to hai nazar ke liye, wo mutmain hai'n ki patthar pighal nahi sakta, mai beqarar hoo'n awaz mai'an asar ke liye, jiye to apne baghiche mai'n gulmohar ke liye, mare to Ghair ki galiyo'n mai'n gul_mohar ke liye.