Skip to main content

Usey kehna bicharne se muhabbat tu nhn marti ,

Usey kehna bicharne se muhabbat tu nhn marti ,

Usey kehna bicharne se muhabbat tu nhn marti ,
Bichar jana muhabbat ki SADAQAT hai ALAMAT hai ,
:
MUHABBAT AIN FTRAT HAI_
:
han fitrat kab badalti hai ????
:
So jab hum dor ho jaen, Nae rishton mien kho jaen ,
Tu ye mat soch lena tum muhabbat mar gae hogi ,
Nhn aesa nhn hoga, Mere bare mien sun k jab tmhare bhar aye ,
Chalak kar aik bhi anso palak pe jo utar aye ,
Tu bas itna samajh lena, Jo mere naam se itni tere dil ko aqeedat hai '
Tere dil mien bichar kar bhi abhi mere muhabbat hai ,
Muhabbat jo bikhar kr bhi sada abad rehti hai ,
:
MUHABBAT HO KESE TU HAMESHA YAD REHTI HAI_

Popular posts from this blog

Ik taluq ko bikharne se bachane ke liye

 

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye,

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye, kaha charaGh mayasar nahi shahar ke liye, yaha darakhto'n ke saye mai'n dhoop lagti hai, chalo yaha se chale aur umer bhar ke liye, na ho qamiz to ghutno'n se pet Dhak lenge, ye log kitne munsib hai'n is safar ke liye, Khuda nahi na sahi adami ka Khwab sahi, koi hasin nazara to hai nazar ke liye, wo mutmain hai'n ki patthar pighal nahi sakta, mai beqarar hoo'n awaz mai'an asar ke liye, jiye to apne baghiche mai'n gulmohar ke liye, mare to Ghair ki galiyo'n mai'n gul_mohar ke liye.

dasht-e-shab par dikhai kya dengi

dasht-e-shab par dikhai kya dengi silawaten roshani main ubhrengi ghar ki diwaren mere jane par apni tanhaiyon ko sochengi ungaliyon ko tarash dun phir bhi adatan us ka nam likkhengi rang-o-bu se kahin panah nahin khwahishen bhi kahan aman dengi ek khushbu se bach bhi jaun agar dusari nikahaten jakar lengi khirkiyon par dabiz parde hon barishen phir bhi dastaken deng