Skip to main content

Ay mere Hum'Dum aao hum phir us dais chalen

Ay mere Hum'Dum aao hum phir us dais chalen
jahan Mehar ki khushbu me nahaye ulfat k Phool khilen

Eiden aati hain aur chup chap guzr jati hain
 ab k humrah Tum b aao to Hum Eid karen

in rangeen lamhon ko pheka na kar den ye aadawaten
 Aao ab bhool k sb shikwe Hum b Eid milen

kisi ki ankh me na udasiyon k jugnu jhilmilayen ab
 in weran lamhon me khushiyon k rang bharen

Popular posts from this blog

husan e zan thi or phul chun lke laati thi

 

Ik taluq ko bikharne se bachane ke liye

 

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye,

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye, kaha charaGh mayasar nahi shahar ke liye, yaha darakhto'n ke saye mai'n dhoop lagti hai, chalo yaha se chale aur umer bhar ke liye, na ho qamiz to ghutno'n se pet Dhak lenge, ye log kitne munsib hai'n is safar ke liye, Khuda nahi na sahi adami ka Khwab sahi, koi hasin nazara to hai nazar ke liye, wo mutmain hai'n ki patthar pighal nahi sakta, mai beqarar hoo'n awaz mai'an asar ke liye, jiye to apne baghiche mai'n gulmohar ke liye, mare to Ghair ki galiyo'n mai'n gul_mohar ke liye.