Nahi parvaaz ki saiyyaad bal-o-per may jab taaqat

 
 
Nahi parvaaz ki saiyyaad bal-o-per may jab taaqat

Quffs se hum aseeron ki rihaayi garr hoyi toh kya.


Pohanch sakti nahi faryaad us mehwish ke kaanon tak

Falak tak aah ko mere risaayi garr hoyi toh kya.