Har Taqaaza Ishq Ki Fitrat Ka Ho Jis Se Khamosh



Har Taqaaza Ishq Ki Fitrat Ka Ho Jis Se Khamosh
Aah Woh Kaamil Tajalli-e-Muddaa Rakhta Hoon Main,

Justaju Kul Ki Liye Pherti Hai Ajzaa Mein Mujhe
Husn Be-Payaan Hai, Dard-e-Laa-Dawaa Rakhta Hon Mein.
(Alama Iqbal)