Urdu Shayari world 786 is such a website which provide you all kinds of poetry new and old in Indian and Pakistani Collections of poets are available.
Agar Yon Hi Ye Dil Satata Rahega
Agar Yon Hi Ye Dil Satata Rahega
To Ik Din Mera Ji Hi Jaata Rahega
Main Jaata Hoon Dil Ko Tere Paas Chhode
Meri Yaad Tujhko Dilata Rahega
Gali Se Teri Dil Ko Le To Chala Hoon
Main Pahunchunga Jab Tak Ye Aata Rahega
Qafas Main Koi Tum Se Ai Ham-Safiron
Khabar Kal Ki Hamko Sunata Rahega
Khafa Ho Ki Ai “Dard” Mar To Chala Tu
Kahaan Tak Gam Apna Chhupata Rahega
-
Silsile tor gaya wo sabhi jate jate Warna itne to marasim thai ke aate jate Shikwa e zulmat e shab se to behtar tha Apne hisay ki koi shama...
-
yaas ke qatl mei'n hai khana kharaabi muzmer, dekh qurb-e- rag-e- gardan hai Thikaana teraa. Author : YAAS BIHARI Qatl ki jab u...
-
Jin Ko Dhoke Se Kufa Bulaya Gaya Jin Ke Bachchon Ko Pyaasa Rulaya Gaya Jin Ke Gardan Pe Khanjar Chalaya Gaya Us Hussain Ibne Haider Pe Lakh...
