Skip to main content

Mukhlfeen ke ajab rabte the

          Mukhlfeen ke ajab rabte the
Ittfaq se hamare samne
Shumal mein junoob
Junoob mein shumal tha
Jo sir buland kohsar the shumal mein
Woh daikhte hi dakhte 
Junoob ke nashaib mein utar gayy
Nashaib ke makin jab
Khumar-e-bekran ki zad mein aa gaye
Ager cheh bal-o-per se ma wara the
Phir bhi aasman
Rafaton pe chha gayy
Ye jo aaj tak nashaibmein anja sakyy
Na rafaton peh chhasake
Muallaqat  ke hujoom mein kahin pe
Be shenakht ho gaye

Popular posts from this blog

husan e zan thi or phul chun lke laati thi

 

Ik taluq ko bikharne se bachane ke liye

 

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye,

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye, kaha charaGh mayasar nahi shahar ke liye, yaha darakhto'n ke saye mai'n dhoop lagti hai, chalo yaha se chale aur umer bhar ke liye, na ho qamiz to ghutno'n se pet Dhak lenge, ye log kitne munsib hai'n is safar ke liye, Khuda nahi na sahi adami ka Khwab sahi, koi hasin nazara to hai nazar ke liye, wo mutmain hai'n ki patthar pighal nahi sakta, mai beqarar hoo'n awaz mai'an asar ke liye, jiye to apne baghiche mai'n gulmohar ke liye, mare to Ghair ki galiyo'n mai'n gul_mohar ke liye.