Duniya se jane wale jane chale jate haiN kahaN
Kaise dhooNdhe koi unko, nahiN qadmoN ke bhi nishaN.
Jane hai wo kaun nagriya, aaye jaye khat na khabriya
AayeN jab-jab unki yaadeN, aayeN hothoN pe fariyadeN
Jake phir na aane wale, jane chale jate haiN kahaN.
Mere bichhade jeevan sathi, sathi jaise deepak bati
Mujhse bichhad gaye tum aise, sawan ke jate hi jaise
Ud ke badal kale-kale jane chale jate haiN kahan.