past himmat nahin ,thakan mein hai
ik parinda abhi udan mein hai
tu bhi masroof gardesh-e-douran
dil humara bhi imtihan mein hai
hai samdar ki god mein soraj
aaj kal dhop sayeban mein hai
koi ghar mein hai soorat-e-khurshed
roshni her taraf makan mein hai
woh hai tabeer mere khawbon ki
aur mere ki khandan mein hai
ik chehra hai rubaro hamid
ik pari wash meri aaman mein hai
ik parinda abhi udan mein hai
tu bhi masroof gardesh-e-douran
dil humara bhi imtihan mein hai
hai samdar ki god mein soraj
aaj kal dhop sayeban mein hai
koi ghar mein hai soorat-e-khurshed
roshni her taraf makan mein hai
woh hai tabeer mere khawbon ki
aur mere ki khandan mein hai
ik chehra hai rubaro hamid
ik pari wash meri aaman mein hai