Skip to main content

Zindagi Mein Kabhi Kisi Ka


Zindagi Mein Kabhi Kisi Ka
Saath Nahi Chorna
Kyon Ke Kuch Pal Lagte Hai
Rishte Banane Mein
Aur Kuch Pal Lagte Hai
Rishte Torne Mein
Ek Pal Lagta Hai
Kisi Ko Rulane Mein
Aur Zindagi Beet Jati Hai
Kisi Ko Bhulaane Mein...

Popular posts from this blog

husan e zan thi or phul chun lke laati thi

 

Ik taluq ko bikharne se bachane ke liye

 

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye,

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye, kaha charaGh mayasar nahi shahar ke liye, yaha darakhto'n ke saye mai'n dhoop lagti hai, chalo yaha se chale aur umer bhar ke liye, na ho qamiz to ghutno'n se pet Dhak lenge, ye log kitne munsib hai'n is safar ke liye, Khuda nahi na sahi adami ka Khwab sahi, koi hasin nazara to hai nazar ke liye, wo mutmain hai'n ki patthar pighal nahi sakta, mai beqarar hoo'n awaz mai'an asar ke liye, jiye to apne baghiche mai'n gulmohar ke liye, mare to Ghair ki galiyo'n mai'n gul_mohar ke liye.