Skip to main content

Woh Muj Se Mere Khamoshi Ke Wajah Poochta Hai

Woh Muj Se Mere Khamoshi Ke Wajah Poochta Hai
Kitna Pagal Hai Rat Ke Sanate Ke Wajah Poochta Hai

Woh Muj Se Mere Ansoo Ke Wajah Poochta Hai
Kitna Pagal Hai Barish Ke Barasne Ke Wajah Poochta Hai

Woh Muj Se Mere Mohabbat Ke Bari Me Poochta Hai
Kitna Pagal Hai Khod Apne Bari Me Poochta Hai

Woh Muj Se Mere Wafa Ke Inteha Poochta Hai
Kitna Pagal Hai Sahil Pe Khada Hai Samunder Ke Gehrai Poochta Hai

Popular posts from this blog

husan e zan thi or phul chun lke laati thi

 

Ik taluq ko bikharne se bachane ke liye

 

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye,

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye, kaha charaGh mayasar nahi shahar ke liye, yaha darakhto'n ke saye mai'n dhoop lagti hai, chalo yaha se chale aur umer bhar ke liye, na ho qamiz to ghutno'n se pet Dhak lenge, ye log kitne munsib hai'n is safar ke liye, Khuda nahi na sahi adami ka Khwab sahi, koi hasin nazara to hai nazar ke liye, wo mutmain hai'n ki patthar pighal nahi sakta, mai beqarar hoo'n awaz mai'an asar ke liye, jiye to apne baghiche mai'n gulmohar ke liye, mare to Ghair ki galiyo'n mai'n gul_mohar ke liye.