Dil tha kisi ka diya meine kisi ko


Dil tha kisi ka diya meine kisi ko 
Jafaa ki kisi se mili wafa kisi ko 
Raha tadapta aarzoo mein kisi key 
Mila koi aur manga tha kisi ko 


Sacrifice sahaba ka nahin yaad kisi ko 
Na mila mustakil imaa unke baad kisi ko 
Khahishe-nafs ko marna mushkil hai zubair 
Allah unhi aasaan nahin milta kisi ko 


Duniya-ye-fani nahin lubhati jis kisi ko 
Haqiqat bas nazar aati ahi usi ko 
Kehtey hain rasul, aamaal kartey hain 
Aabaad kisi ko to barbaad kisi ko