Bujh gaya hai gar diya to usko aashna na karo
Phir sulagte huey zakhmo kitum dawa na karo
Bohut si chahat hai dil meab bhi faqat kisi keliey
Yeh lafz gehre bohut haintum kaha na karo
Toot jate hain zara si baat peAisy shakhs bhi hain
Har aik shakhs ko nazron seTum chhuaa na karo
Main toot bikhra hoonhalaat ke fasanon mein
Mujhey sameait ke janammujhey hara na karo
Main uljha waqt hoonasulajhne ka mujh mein waqt nahi
Meri gardish ke sanwarne kiTum dua na karo
Mujhey zamane ki mehfalon sekoi gharz nahi
Mujhy mehfil mein bula ke mujh parSanam daya na karo
Main seh na paon ga dooriyon koSuno Khuda keliey
Yun apne Sagar se tum zara sa bhifaasla na karo.......!