JO NuQta Ban k kitab-e-khuda Main Rehta Hey

JO NuQta Ban k kitab-e-khuda Main Rehta Hey
 .
 Usi ka Zikr Saff-e-AMBiYA Mein Rehta Hey
 .


 Ye kaaenat Bani sirf PANJTAN k Liey
.
 Tujhay khabar hi Nahi kis Hawa Mein Rehta Hey
 .


 Issi Liey To Farishtey kafan ko Choomtay Hey
 .
 Lahoo HUSSAIN ka khak-E-Shifa Mein Rehta HaI.