Roya to bohot magar mujse monh mor k roya
Koi majbori hogi uski jo dil tor k roya
Mere samnay kardiye meri tasweer k tukray
Pata laga mere pechay wo unko jor k roya
Wo jo kehta tha marjaonga tumary bagair
Chura k nazar mujse wo chup chap hi roya
Jo muskuraya tha meri mout ki khabbar sun k
Lash dekh kar meri wo jaan tor k roya
Ehsaas hua jab ussy apne is sangEen ghalti ka
Qabar par meri wo hath jor k roya..........