Kabhi Ulfat Bhara Lehja, Kabi Utra hoa Chehra

Kabhi Ulfat Bhara Lehja, Kabi Utra hoa Chehra...
Smajh Me kuch Nhi Ata, bata mera Gunah kia hy ?

 Meri Uljhan Mita tu day, Mujhe Itna bata tu day...
Me Mujrim hun, ya Mehram hun, Saza Kia hy, Jazaa Kia hy ?
...

Meri Sansain tu Chalti Hain, Teri Yadoon Say Aye Humdum...
Nhi Fursat k yeh Sochon, Fanaa kia hy, Baqaa Kia hy ?

 Mera ye Dil, Meri Dharkan, Meri Saansain, yeh Sab "Wasi"
Ye sub kuch Naam tere hain, bata peechay bacha kia hay .. !!