anhk ulji kahein or tamasha hai kahein

anhk ulji kahein or tamasha hai kahein
 dohndty hum hain kahein or wo milta hai kahein

tum sa dildar mere shehar mai milta tu nahi hai
 phir bi lagta hai k mai ne tumhen dehka hai kahein

jab suna manzilen khud meri taraf chAlny lagein
 tab ye sucha hai k shaid mujy jana hai kahein

khuAf or hijar,khalish,waham,tazbazb,kherat
 itni bharpor kisi or ki duniya hai kahein

kahk si chamki hai yaadon ki tabasum dil mai
 muj ko lagta hai k nazdik hi dariya hai kahein