Skip to main content

“Ussay kehna!

“Ussay kehna!

Bahir to hawain badli badli hain

Chaman b badla badla hy

…Magar dil main

Tumhri yad ka mosam nahi badla!

Teri chaht k pholon ki!

Abhi khushbu nahi bhikri!

Mere andar tumhri zaat ka!

Ehsas baqi hy!

Tumhre dum se meri zindgi ki!

Sans baqi hy!

Usay kehna!
K mosam to badlty rehty hain yunhi!

Kabhi mosam badlnay se!

Y ankh namm nahi hoti!

Mohabbat kam nahi hoti!

Usay kehna muhabbat kam nahi hoti..!!!

Popular posts from this blog

husan e zan thi or phul chun lke laati thi

 

Ik taluq ko bikharne se bachane ke liye

 

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye,

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye, kaha charaGh mayasar nahi shahar ke liye, yaha darakhto'n ke saye mai'n dhoop lagti hai, chalo yaha se chale aur umer bhar ke liye, na ho qamiz to ghutno'n se pet Dhak lenge, ye log kitne munsib hai'n is safar ke liye, Khuda nahi na sahi adami ka Khwab sahi, koi hasin nazara to hai nazar ke liye, wo mutmain hai'n ki patthar pighal nahi sakta, mai beqarar hoo'n awaz mai'an asar ke liye, jiye to apne baghiche mai'n gulmohar ke liye, mare to Ghair ki galiyo'n mai'n gul_mohar ke liye.