Skip to main content

Main hoon dar-e-abbas hai aur meri jabeen hai

HAZRAT ABBAS (A.S)

Main hoon dar-e-abbas hai aur meri jabeen hai
Sab kehne ki baataian hai falaq hai na zameen hai
Main hoon dar-e-abbas hai aur meri jabeen hain

Zakhmi hai magar kerbala kitni haseen hai
Jannat kahian duniya mein agar hai to yahian hai
Main hoon dar-e-abbas hai aur meri jabeen hai

Utna he yaqeen hai teri imdad ka muj ko
Jitna mujy zehra ki duaoon ka yaqeen
Main hoon dar-e-abbas hai aur meri jabeen hai

Kyon medhat-e-abbas mein luqnat hai zaban ko
Daikhoo kahian mehfil mein sakina to nahian hai
Main hoon dar-e-abbas hai aur meri jabeen hai

Kab maskh chedi yaad hai abbas ko lakin
Kab kat gae shaane ye unhian yaad nahian hai
Main hoon dar-e-abbas hai aur meri jabeen hai

Humrah-e-imam ayain gian abbas bhi aik din
Is baat ka her toote hue dil ko yaqeen hai
Main hoon dar-e-abbas hai aur meri jabeen
Zakhmi hai magar kerbala kitni haseen hai
Jannat kahian duniya mein agar hai to yahian hai

Popular posts from this blog

husan e zan thi or phul chun lke laati thi

 

Talkhion ka zehar dil main bhar gaye bewafa sorj ki harjai kirn

Talkhion ka zehar dil main bhar gaye bewafa sorj ki harjai kirn Mere angan main andhera ker gai bewafa sorj ki harjai kirn Jinay marnay ka irad yaad tha us ko to her aik wada yaad tha Han magar ruswaion se dar gai bewafa sorj ki harjai kirn Khud se akasar pochta rahta hun main her ghari ye sochta rahta hun Muj ko cho ker janay kis k ghar gai bay bewafa sorj ki harjai kirn Dar badr ho ker jidar bhi jayen zindgi se hum kaha mil payen gay Ay hassan apnay liye to mar gai  bay bewafa sorj ki harjai kirn