Skip to main content

Zara Sa Ruk Ker

Zara Sa Ruk Ker
 Kisi Ki Darkhan Ka Shour Sun Lo..
 Kisi Ki Aankhon Ke Taarey Ginn Lo..
 Suno Musafir...

Safer Kabhi Bhi..
 Kisi Ko Bhi Saath Lay Ker..
 Chaltey Nahe Rahey Hein..
 Har Eik Ko Manzil Bhi Kab Hay Milti ?
 Ye Manzilein To Kisi Kisi Ka Naseeb Tehrein !!
 Suno Musafir...

Bhatak Bhatak Ker, Tarrap Tarrap Ke,
 Sissak Sissak Ke, Dehak Dehak Ke
 Kisi Kay Jazbaat Soo Na Jayein

Suno Musafir
 Zara Sa Ruk Ker..!
 Kisi Ki Dharkan Ka Shour Sunn Lo..!!

Popular posts from this blog

Ik taluq ko bikharne se bachane ke liye

 

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye,

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye, kaha charaGh mayasar nahi shahar ke liye, yaha darakhto'n ke saye mai'n dhoop lagti hai, chalo yaha se chale aur umer bhar ke liye, na ho qamiz to ghutno'n se pet Dhak lenge, ye log kitne munsib hai'n is safar ke liye, Khuda nahi na sahi adami ka Khwab sahi, koi hasin nazara to hai nazar ke liye, wo mutmain hai'n ki patthar pighal nahi sakta, mai beqarar hoo'n awaz mai'an asar ke liye, jiye to apne baghiche mai'n gulmohar ke liye, mare to Ghair ki galiyo'n mai'n gul_mohar ke liye.

dasht-e-shab par dikhai kya dengi

dasht-e-shab par dikhai kya dengi silawaten roshani main ubhrengi ghar ki diwaren mere jane par apni tanhaiyon ko sochengi ungaliyon ko tarash dun phir bhi adatan us ka nam likkhengi rang-o-bu se kahin panah nahin khwahishen bhi kahan aman dengi ek khushbu se bach bhi jaun agar dusari nikahaten jakar lengi khirkiyon par dabiz parde hon barishen phir bhi dastaken deng