Skip to main content

''Yh Jo Ankho Main Numaiyan si Nammi Aai Hy ''

 
 
 
Yh Jo Ankho Main Numaiyan si Nammi Aai Hy ''
yun na samjhna k mery gham main kammi si aai hy

dard nikla hy nai rah py holy holy
justju jaan k palkon ny bhi gaysu kholy
...

dil ko araam mily lab sy kaho khuch boly
gard arsy sy mery yar jammi ai hy

''Yh Jo Ankhain Main Numaiyan Si Nammi Aai Hy ''

dard seeny main chupa rhta to pagal krta
zakhm assy yh lagata k main hr pall marta

koi marham bhi na aissa tha,k in ko bherta

ankh k rasty dukh dard, ghammi aai hy
yh jo ankho main numaiyan si nammi aai hy '

Popular posts from this blog

husan e zan thi or phul chun lke laati thi

 

Ik taluq ko bikharne se bachane ke liye

 

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye,

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye, kaha charaGh mayasar nahi shahar ke liye, yaha darakhto'n ke saye mai'n dhoop lagti hai, chalo yaha se chale aur umer bhar ke liye, na ho qamiz to ghutno'n se pet Dhak lenge, ye log kitne munsib hai'n is safar ke liye, Khuda nahi na sahi adami ka Khwab sahi, koi hasin nazara to hai nazar ke liye, wo mutmain hai'n ki patthar pighal nahi sakta, mai beqarar hoo'n awaz mai'an asar ke liye, jiye to apne baghiche mai'n gulmohar ke liye, mare to Ghair ki galiyo'n mai'n gul_mohar ke liye.