Skip to main content

Mere Hijer ki Raat ho

Mere Hijer ki Raat ho
Mera Visal Tum
Meri Aakhiri Khuwaish
Mera Pehla Sawal Tum
Mere Ranj or Alam ka Saman
Mera Malal Tum
Meri Bulandi Tum se hai
Mera Zawal Tum
Meri Hasiyaat Tum se
Meri Misaal Tum
Mera Pyar ho tum
Mera Jalal Tum
Dar Haqeeqat Tum Kuch Nahi
Sirf or Sirf
Mera Khayal Tum

Popular posts from this blog

husan e zan thi or phul chun lke laati thi

 

Ik taluq ko bikharne se bachane ke liye

 

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye,

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye, kaha charaGh mayasar nahi shahar ke liye, yaha darakhto'n ke saye mai'n dhoop lagti hai, chalo yaha se chale aur umer bhar ke liye, na ho qamiz to ghutno'n se pet Dhak lenge, ye log kitne munsib hai'n is safar ke liye, Khuda nahi na sahi adami ka Khwab sahi, koi hasin nazara to hai nazar ke liye, wo mutmain hai'n ki patthar pighal nahi sakta, mai beqarar hoo'n awaz mai'an asar ke liye, jiye to apne baghiche mai'n gulmohar ke liye, mare to Ghair ki galiyo'n mai'n gul_mohar ke liye.