Skip to main content

Koi ata hai yad bahut sone se pehle



Koi ata hai yad bahut sone se pehle
Jo cheen leta hai Aansoo mery rone se pehle


Ab neend B aaye to men sona nahi chahti
Kisi Qeemat pe B Mein us ko khona nahi chahti


Ho jaye wo kaash mera mujhe khone se pehle
Jo aata hai yaad bahut sone se pehle

Popular posts from this blog

husan e zan thi or phul chun lke laati thi

 

Ik taluq ko bikharne se bachane ke liye

 

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye,

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye, kaha charaGh mayasar nahi shahar ke liye, yaha darakhto'n ke saye mai'n dhoop lagti hai, chalo yaha se chale aur umer bhar ke liye, na ho qamiz to ghutno'n se pet Dhak lenge, ye log kitne munsib hai'n is safar ke liye, Khuda nahi na sahi adami ka Khwab sahi, koi hasin nazara to hai nazar ke liye, wo mutmain hai'n ki patthar pighal nahi sakta, mai beqarar hoo'n awaz mai'an asar ke liye, jiye to apne baghiche mai'n gulmohar ke liye, mare to Ghair ki galiyo'n mai'n gul_mohar ke liye.