Skip to main content

aaj ai dil lab-o-ruKhasaar kii baate.n haii sahii

aaj ai dil lab-o-ruKhasaar kii baate.n haaaj ai dil lab-o-ruKhasaar kii baate.n haii sahii
vaqt kaT jaayegaa kuchh pyaar kii baate.n hii sahii

yuu.N to kaTatii hii rahegii Gam-e-dauraa.N me.n hayaat
aaj kii raat Gam-e-yaar kii baate.n hii sahii

[Gam-e-dauraa.N = sorrows of the world]

zindaa rahane kii kabhii to ko_ii suurat nikale
isharat-e-aalam-e-diidaar kii baate.n hii sahii

[isharat-e-aalam-e-diidaar = state of jay at the prospect of seeing one's beloved]

ko_ii to baat chhi.De aaj bahut jii hai udaas
kam se kam rahamat-e-aGyaar kii baate.n hii sahii

[rahamat-e-aGyaar = benevolence of strangers]

ab to tanhaa_ii ko ye karb na hogaa bardaasht
kuchh nahii.n to dar-o-diivaar kii baate.n hii sahii

[karb = anguish]

ye bhii kyaa kam hai unhe.n qurbat-e-gul to hai nasiib
aaj gul kii na sahii Khaar kii baate.n hii sahii

[qurbat = nearness/vicinity; Kkaar = thorn]

ye to tai hai ki jiye jaaye.nge har haal me.n ham
un ke lab par rasan-o-daar kii baate.n hii sahii

[tai = decided/final; rasan-o-daar = gallows]

ii sahii

Popular posts from this blog

Ik taluq ko bikharne se bachane ke liye

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye,

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye, kaha charaGh mayasar nahi shahar ke liye, yaha darakhto'n ke saye mai'n dhoop lagti hai, chalo yaha se chale aur umer bhar ke liye, na ho qamiz to ghutno'n se pet Dhak lenge, ye log kitne munsib hai'n is safar ke liye, Khuda nahi na sahi adami ka Khwab sahi, koi hasin nazara to hai nazar ke liye, wo mutmain hai'n ki patthar pighal nahi sakta, mai beqarar hoo'n awaz mai'an asar ke liye, jiye to apne baghiche mai'n gulmohar ke liye, mare to Ghair ki galiyo'n mai'n gul_mohar ke liye.

dasht-e-shab par dikhai kya dengi

dasht-e-shab par dikhai kya dengi silawaten roshani main ubhrengi ghar ki diwaren mere jane par apni tanhaiyon ko sochengi ungaliyon ko tarash dun phir bhi adatan us ka nam likkhengi rang-o-bu se kahin panah nahin khwahishen bhi kahan aman dengi ek khushbu se bach bhi jaun agar dusari nikahaten jakar lengi khirkiyon par dabiz parde hon barishen phir bhi dastaken deng