Skip to main content

Apni dehleez pr kuch dair t0h parha rehne d0.

Apni dehleez pr kuch dair t0h parha rehne d0.

Jaise he h0sh mein aa0nga t0h chala ja0nga,
...
Parwana ho0n shama ßujne tak rehne d0.

Main khud k0 jala0nga t0h chala ja0nga,

Na kisi ki aankh ka no0r h0on

Na kisi ke dil ka qaraar ho0n.

Main girta huwa ek ashk h0on
ßeh ja0nga t0h chala ja0nga,

Na khuwaß h0on na khayal ho0n
Na pho0l ho0n na gulaß h0on.

Main jalta huwa ek chirag h0on
ßujh ja0nga t0h chala ja0nga,,,

Popular posts from this blog

Ik taluq ko bikharne se bachane ke liye

 

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye,

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye, kaha charaGh mayasar nahi shahar ke liye, yaha darakhto'n ke saye mai'n dhoop lagti hai, chalo yaha se chale aur umer bhar ke liye, na ho qamiz to ghutno'n se pet Dhak lenge, ye log kitne munsib hai'n is safar ke liye, Khuda nahi na sahi adami ka Khwab sahi, koi hasin nazara to hai nazar ke liye, wo mutmain hai'n ki patthar pighal nahi sakta, mai beqarar hoo'n awaz mai'an asar ke liye, jiye to apne baghiche mai'n gulmohar ke liye, mare to Ghair ki galiyo'n mai'n gul_mohar ke liye.

dasht-e-shab par dikhai kya dengi

dasht-e-shab par dikhai kya dengi silawaten roshani main ubhrengi ghar ki diwaren mere jane par apni tanhaiyon ko sochengi ungaliyon ko tarash dun phir bhi adatan us ka nam likkhengi rang-o-bu se kahin panah nahin khwahishen bhi kahan aman dengi ek khushbu se bach bhi jaun agar dusari nikahaten jakar lengi khirkiyon par dabiz parde hon barishen phir bhi dastaken deng