Skip to main content

aye pagli hawa

aye pagli hawa
suno.....!
jab kal soraj ki pahli kiran..
kay sang us gali main banay..
chotay say ghar kay angan main utro..
tu maiz par jhukay us shakhs..
kay kaan main chupkay say kahna..
kay lout ao..
ik diwani muntazair hai..
jo ik undekhay safar par rawaan hai..
ik manzil panay ki justusjo main..
raastay bhi sath nahin detay..
manzil bhi rastoon say nibah kiye hoye hai..
ik sadiyion ki..
musafat kay baad..
ab wo tahknay lagi hai..
aye machalti hawa suno..
us say kahna..
ab lout ao
kay ik diwani muntazir hai..  ..
suno.....!
jab kal soraj ki pahli kiran..
kay sang us gali main banay..
chotay say ghar kay angan main utro..
tu maiz par jhukay us shakhs..
kay kaan main chupkay say kahna..
kay lout ao..
ik diwani muntazair hai..
jo ik undekhay safar par rawaan hai..
ik manzil panay ki justusjo main..
raastay bhi sath nahin detay..
manzil bhi rastoon say nibah kiye hoye hai..
ik sadiyion ki..
musafat kay baad..
ab wo tahknay lagi hai..
aye machalti hawa suno..
us say kahna..
ab lout ao
kay ik diwani muntazir hai.. 

Comments

Popular posts from this blog

husan e zan thi or phul chun lke laati thi

 

Ik taluq ko bikharne se bachane ke liye

 

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye,

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye, kaha charaGh mayasar nahi shahar ke liye, yaha darakhto'n ke saye mai'n dhoop lagti hai, chalo yaha se chale aur umer bhar ke liye, na ho qamiz to ghutno'n se pet Dhak lenge, ye log kitne munsib hai'n is safar ke liye, Khuda nahi na sahi adami ka Khwab sahi, koi hasin nazara to hai nazar ke liye, wo mutmain hai'n ki patthar pighal nahi sakta, mai beqarar hoo'n awaz mai'an asar ke liye, jiye to apne baghiche mai'n gulmohar ke liye, mare to Ghair ki galiyo'n mai'n gul_mohar ke liye.