Skip to main content

Phire ga Tun Bhi Younhi Kobko Hamari tarhan

Phire ga Tun Bhi Younhi Kobko Hamari tarhan
Dareda e Daman wo Ashfata hamari tarhan

Kabi to Sang Se Phoote gi Abjo gahm Ki
Kabi to Tot kar Roy ga Tu Ahmari tarhan
...
Palat kar Tujhe bi ana Hai is ki Taraf lekin
Luta ke Qafla e rang o bo hamari tarhan

Wo Lakh dushman e jan hon magar khuda na kare
ke i s ka hal bi ho Ho baho hamari tarhan

Humi Faraz Sazawar Sang kiun tehre
ke Or bi To hain Deewana khu hamari tarhan.

Popular posts from this blog

husan e zan thi or phul chun lke laati thi

 

Ik taluq ko bikharne se bachane ke liye

 

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye,

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye, kaha charaGh mayasar nahi shahar ke liye, yaha darakhto'n ke saye mai'n dhoop lagti hai, chalo yaha se chale aur umer bhar ke liye, na ho qamiz to ghutno'n se pet Dhak lenge, ye log kitne munsib hai'n is safar ke liye, Khuda nahi na sahi adami ka Khwab sahi, koi hasin nazara to hai nazar ke liye, wo mutmain hai'n ki patthar pighal nahi sakta, mai beqarar hoo'n awaz mai'an asar ke liye, jiye to apne baghiche mai'n gulmohar ke liye, mare to Ghair ki galiyo'n mai'n gul_mohar ke liye.