GALTI MERI THI”
Usne mujhe chaha hi nahi’
Main chahat samajh betha
.
“GALTI MERI THI”
.
Uski pal bhar ki muskurahat ko piyar samjh baitha
.
“GALTI MERI THI”
.
Wo to har baat par haan karti thi
Main hi iqraR samjh baitha
.
“GALTI MERI THI”
.
Usne mujh se ziyada ehmiyat di mere doston ko
Main uski ye ada mazakh samjh baitha
.
“GALTI MERI THI”
.
Usne kaha bhi tha koi or hai meri zindagi mEin
Main hi khud ko uski zindagi samajh baitha
.
“GALTI MERI THI’