Tumhari Yaad Aati Hai To Hum Aansu Bahatay Hain

2 Line Urdu Poetry, Famous Sad Poetry, Fresh Sad Poetry, Heart Touching Sad Poetry, Hindi Sad Poetry, Hindi Shayari, Latest Sad Poetry, Romantic Sad Shayari, Sad Ghazals, Sad Love Poetry, Sad Poetry, Sad Shayari, Sad Urdu Shayari, Shero Shayari In Urdu, Urdu Poetry, Urdu Sad Poetry
Tumhari Yaad Aati Hai To Hum Aansu Bahatay Hain
Guzrey Thay Kabhi Jo Saath Din Vo Yaad Aatay Hain

Isi Umeed Pe Hum Ne Khula Rakha Hai Darwaza
Suna Hai Shaam Hotay Hi Bichray Lot Aatay Hain

Haqarat Say Na Dekho Ay Ehl-e-Saahil Toofan Ko
Kabhi Aisa Bhi Hota Ha Kinaray Doob Jatay Hain

Kisi Say Kya Gila Ghalib Ye Dastoor Hai Zamanay Ka
Naye Jab Yaar Miltay Hain Puranay Bhool Jatay Hain