Skip to main content

Main Khusnasebi Hon Teri Mujhy B Ras Hai Toh

Main Khusnasebi Hon Teri Mujhy B Ras Hai Toh
Tera Libaas Hon Main Aur Mera Libaas Hai Toh

Ajeeb Shai Hai Mohabbat Ke Hum Kahan Jaye
Tere Pass Hon Main Be Mere Be Pass Hai Toh

Main Nay Khud Ko Faramosh Kia Tere Liye
Aam Hai Sara Jaha Mere Liye Khass Hai Toh

Band Hoton Par Mere Reet Jami Jati Hai
Mere Pass Hai Phir B Meri Pyas Hai Toh

Darmiyan Tere Mere Jab Se Log Annay Lagaye
Us K Baad Se Main Tanha Aur Be-Ass Hai Toh
Tera Libaas Hon Main Or Mera Libaas Hai Toh

Zamaana Hum Ko Judaa Kar Sake Nhn Mumkin
Mohabbat Mein Jo Naakhun Hoon Main Toh Maas Hai Toh

Door Ho Kar Bhi Nahin Hai Koi Doori
Tere Qareeb Hoon Mein Mere Bhi Paas Hai Toh

Ye Kon Tere Mere Darmiyan Hai Jana
K Main Be Dard Main Hoon Or Mehwe-Yaas Hai Toh

Zindagi Meri Tere Gird Ghoomti Hy Faqat
Aam Hy Sara Jahan Mere Liye Ek Khaas Hy Toh
Tera Libaas Hoon Main Or Mera Libaas Hai Tu

Ajeeb Shai Hy Mohabbat Main Kahin Chala Jaon
Tere Qareeb Hoon Main Or Meri Pyass Hy Toh
Tera Libaas Hon Main Or Mera Libaas Hai Toh

Popular posts from this blog

Ik taluq ko bikharne se bachane ke liye

 

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye,

Kaha woh tha charagha'n har ek ghar ke liye, kaha charaGh mayasar nahi shahar ke liye, yaha darakhto'n ke saye mai'n dhoop lagti hai, chalo yaha se chale aur umer bhar ke liye, na ho qamiz to ghutno'n se pet Dhak lenge, ye log kitne munsib hai'n is safar ke liye, Khuda nahi na sahi adami ka Khwab sahi, koi hasin nazara to hai nazar ke liye, wo mutmain hai'n ki patthar pighal nahi sakta, mai beqarar hoo'n awaz mai'an asar ke liye, jiye to apne baghiche mai'n gulmohar ke liye, mare to Ghair ki galiyo'n mai'n gul_mohar ke liye.

dasht-e-shab par dikhai kya dengi

dasht-e-shab par dikhai kya dengi silawaten roshani main ubhrengi ghar ki diwaren mere jane par apni tanhaiyon ko sochengi ungaliyon ko tarash dun phir bhi adatan us ka nam likkhengi rang-o-bu se kahin panah nahin khwahishen bhi kahan aman dengi ek khushbu se bach bhi jaun agar dusari nikahaten jakar lengi khirkiyon par dabiz parde hon barishen phir bhi dastaken deng