dharkan ko teri yad se tahrek mill rahi hai
chahat agar saza hai humhee thek mill rahi hai
us dar se jo bhi lout ke aaya to ro para woh
lagta hai aansoon ki wahaan bhek mill rahi hai
hum ne to pul sirat ke bare main sun rakha tha
her rah humhee bal se barik mill rahi hai
shayed kesi bhi lamhee muqabil hoon uski galian
jo door ki sada thi woh nazdek mill rahi hai
jo jagmaga uthti thi tujhe dekh kar khushi se
muddat se rah woh hum ko tareek mill rahi hai