tere Honay Per Bhi Khud Ko Tanha Samjhon


tere Honay Per Bhi Khud Ko Tanha Samjhon
Main Be_wafa Hon Ya Tujh Ko Be_wafa Samjhon


Teri Berukhi Say Waqt To Guzar Gaya Hai Mera
Yeh Khud'Daari Hai Ya Teri Anaa Samjhon


Tere Baad Kya Haal Huwa Hai Mera
Yeh Teri Inaayat Hay Ya Saza Samjhon


Zakham Daitay Ho Aur Marham Bhi Lagatay Ho
Yeh Teri Aadat Hai Ya Adaa Samjhon ...