Hawa Ka Lamas Jo Apne Kowarh Kholta Hai





Hawa Ka Lamas Jo Apne Kowarh Kholta Hai
Tu Dair Tak Mere Gar Ka Sakoot Bolta Hai

Hum Ayse Khak Nasheen Kab Labha Sakain Gay Usay
Wo Apna Akas Bhi Mezan e Zar Mein Tolta Hai..