lafz likhta hoon to ehsaas likha jata hai



lafz likhta hoon to ehsaas likha jata hai
darya likhta hoon to pyaas likha jata hai
asa mere zamir se waqif hai qalam mera
jab wafa likhta hoon to abbas likha jata hai