KAAGHAZ KI KASHTI

KAAGHAZ KI KASHTI

saawan ka mosam

Wo bachpan ki yaad

Asmaan pe gataawon ka wo dairaa

Kaghaz ki kashti pe naam likh kar

unhe say hamara khailtay rehnaa

Darakhton par wo jholay daalnaa

Saawan rut k geet gaanaa

sab he cheezain

badalti hain

SAAWAN OR BACHPAN WOHE REHTAY HAIN.