Tum kya jano yado me kho kar ankhe kitna roti hain...
Dil me apno me dard samaa kar ankhe kitna roti hain...
Tum kya jano sawan ka mausam kitni aag lagata hai...
Barish ki boondo ko chhu kar ankhe kitna roti hain...
...
Ab to chhoti si baat par bhi yeh dil bhar sa jata hai...
Halki si dil ko lagti hai thokar ankhe kitna roti hain...
Ab to yeh jeena bhi hum ko koi bojh sa lagta hai...
Din bhar es bojh ko dhho kar ankhe kitna roti hain...
Zakham zakham hain ankhe meri maazi ki parchhai se;
Apne ander lahoo dubo kar ankhe kitna roti hain....
Tum ek duniya nayi gaye ho tumko kya ehsaas;
En raaho me tanha si ho kar ankhe kitna roti hain...