Maktab-e-Ishq me pesh aye “Sawalon” ki trah
Hum pareshan hi rahy
apne “Khayalon” ki trah
Jab b anjam-e-muhabbat ne pukara khud ko
Waqt ne pesh kiya hum ko
“Misaalon” ki trah
Zikr jab ho ga
muhabbat me tabaahi ka kahin
Yaad “Hum” aaon gy dunia ko
“Hawaalon” ki trah
Hum dil to kya
jaan b luta dain us pr
koi chaahy to Sahi
chaahny walon ki trha
